Tuesday, March 12, 2013

bahut gam hai zamanei mein

 bahut gam hai zamanei mei, ek aur sahi,
mere dost pakad ye jaam, ek aur sahi,
kya mila tuje muje ye soch, ki ab ruk jaen,
soch kya khoya tune, to ab kyu ruk jaen,

wo aage bad gaye, tu phir bhi wahi atka pada,
na ruka samay na ruki zindagi, tu phir bhi wahi atka pada,
jo anjam hai teraa wo to jhelna he hai,
de is jaam ko anjaam, isse jhelna aasan he hai.

No comments: